Posts

Woh din lyrics (Chhichhore)

Image
Yaadon ke purane album mein Chhupa ke rakkhe hain humne woh din Hmm…gullak mein padi chawanni si Bacha ke rakkhe hain humne woh din Naa kisi manzil ki fikar thi Zindagi jeene ki umar thi Dosti aur doston se udhaar ke din thhe Woh din bhi kya din thhe Wo o wo… Woh din bhi kya din thhe Wo o wo… Woh din bhi kya din thhe Wo o wo… Woh din bhi kya din thhe Wo o wo… Bigde huve insaan thhe Shaitan ki santaan thhe Ho lekin brothher jo bhi kaho Woh yaar hi toh jaan thhe College ki kudi se Karne aankhein chaar ke din thhe Aaye zindagi mein pehle pehle Pyaar ke din thhe hey… Woh din bhi kya din thhe Wo o wo… Woh din bhi kya din thhe Wo o wo… Woh din bhi kya din thhe… Ooo… Karna mana thhe kaam jo Humne kiya har kaam woh Hmm.. jinki nahi thi permission Saare kiye intezam woh Bedhab harqaton ke Bhoot sar pe sawaar ke din thhe Hadh karne ke yaaron Aar ya phir paar ke din thhe Woh din bhi kya din thhe Wo o wo… Woh din bhi kya din thhe Wo o wo… Hmm kharboojon ko kharboojon ki...

Control Lyrics (Chhichhore)

Image
Pratidwandi se haar Sabse bada dhikkar Naak kata kar ghar mat aana Kehta hai pariwaar Hmm..ho… Hmm..ho… Hum hain barkhurdaar..bebas aur lachaar Jeevan ke sangharsh me hoga kaise beda-paar Hmm..ho… Hmm..ho… Antarmann ki khidki khol Jigar juta kar hall bol Antarmann ki khidki khol Jigar juta kar hall bol “Aas” yaaron hoga apna one and only goal Control…ol ol… Control…ol ol… Control… Control…control! Lobh pralobh ki har feeling Tab tak ignore karenge Sar ooncha karne laayak Jab tak score na karenge Apne character ke andar Ka Vishwamitra jaga ke Yaaron kass ke langot Tapasya hum ghanghor karenge Agar langot mein hoga hole Phatt jayega apna dhol Agar langot mein hoga hole Phatt jayega apna dhol Jaan se pyari izzat yaaron Izzat hai anmol mol mol mol mol… Control…ol ol… Control…ol ol… Control…ol ol… Ol ol…

Fikar Not Lyrics (Chhichhore)

Image
Ho chinta karke kya paayega Marne se pehle mar jaayega O chinta karke kya paayega Marne se pehle mar jaayega Sun ye gaana kaam aayega Bas khaa le pee le jee le Kyunki zindagi hai short Arrey re re pagle fikar not Arrey re re pagle fikar not Arrey re re pagle fikar not Arrey re re pagle fikar not Jo bhi hoga hone de Hone de, hone de Arrey re re pagle fikar not Kal ki khushiyon ka mehanga Mutual fund leke Kisht kyon bhar raha hai Aaj ko dand deke Ho kal ki khushiyon ka mehanga Mutual fund leke Kisht kyon bhar raha hai Aaj ko dand deke Rabbit banke kar na sake jo Kachhua banke kar jaayega Ho.. rabbit banke kar na sake jo Kachhua banke kar jaayega Sun ye gaana kaam aayega Bas khaane ka peene ka jeene ka Bole toh zindagi hai short Arrey re re pagle fikar not Arrey re re pagle fikar not Arrey re re pagle fikar not Arrey re re pagle fikar not Jo bhi hota hone de Hone de, hone de Arrey re re pagle fikar not.

Khairiyat (bonus Track) Lyrics (Chhichhore)

Image
Khairiyat pucho kabhi toh kaifiyat pucho Tumhare bin deewane ka kya haal hai Dil mera dekho, na meri haisiyat pucho Tere bin ek din jaise sau saal hai Anjaam hai tay mera Hona tumhe hai mera Jitni bhi ho dooriyan filhaal hai Ye dooriyan filhaal hai Woho, Khairiyat pucho kabhi toh kaifiyat pucho Tumhare bin deewane ka kya haal hai Dil mera dekho, na meri haisiyat pucho Tere bin ek din jaise sau saal hai Tumhari tasveer ke sahare mausham kayi gujare Maushami na samjho par ishq ko hamare Nazron ke saamne main Aata nahi tumhare Magar rahte ho harpal manzar mein tum hamare “Gar ishq se hai mila Phir dard se kya gila Is dard mein zindagi khushaal hai Ye dooriyan filhaal hai Woho, Khairiyat pucho kabhi toh kaifiyat pucho Tumhare bin deewane ka kya haal hai Dil mera dekho, na meri haisiyat pucho Tere bin ek din jaise sau saal hai Anjaam hai tay mera Hona tumhe hai mera Jitni bhi ho dooriyan filhaal hai Ye dooriyan filhaal hai.

Kal ki hi bat hai lyrics (Chhichhore)

Image
Kal ki hi baat hai Kal ki hi baat hai Baahon mein pehli baar aaya tha tu Jinse anjaan tha Wo saare jazbaat laaya tha tu Muskaano mein teri lipti thi saugaate Honthon pe khamoshi aankhon mein hazaar baatein Viraane mein bahaar laaya tha tu Baahon mein pehli baar aaya tha tu Kal ki hi baat hai… Kal ki hi baat hai… Kal ki hi baat hai… Honge mere acche karam Jinka sila yoon mila Kaabil tere tha main nahi Phir bhi mujhe tu mila Honge mere acche karam Jinka sila yoon mila Kaabil tere tha main nahi Phir bhi mujhe tu mila Tere aage lagte hain bemaane sab naate Jis tarah suraj ke tewaz mein tamaam raatein Kahaan se itna pyaar laaya tha tu Baahon mein pehli baar aaya tha tu Kal ki hi baat hai… Kal ki hi baat hai… Kal ki hi baat hai…

Rahogi meri lyrics Arijit Singh (Love Aajkal 2)

Image
Haan tum ho Naa tum ho Tum ho khamoshi meri Chaahe bolo ya na bolo Tum toh rahogi meri Tum toh rahogi meri Tum toh rahogi meri Hmm... Mere raaste ko tum chura ke Ab raah mein apni mila do Jahaan mil sake saaya tumhara Wahin saath mein thodi jagah do Tum jahaan kahogi wahin pe milunga Main yaqeen hoon tere saath hi rahunga Tera hoke, tera banke Tum ho toh main hounga Rehni zaroorat teri Chaahe bolo ya na bolo Tum toh rahogi meri Tum toh rahogi meri Tum toh rahogi, tum to rahogi meri Tum to rahogi Hmm...

Shayad lyrics by Arijit Singh (Love Aajkal 2)

Image
Shayad kabhi na kehe sakoon main tumko Kahe bina samajh lo tum shayad Shayad mere khayal mein tum ik din Milo mujhe kahin pe ghum shayad Jo tum na ho... rahenge hum nahin Jo tum na ho... rahenge hum nahin Na chahiye kuch tum se zyada tum se kam nahin Jo tum na ho... toh hum bhi hum nahi Jo tum na ho... toh hum bhi hum nahi Na chahiye kuch tum se zyada tum se kam nahin Aankhon ko khaab dena Khud hi sawaal karke Khud hi jawaab dena teri taraf se Bin kaam kaam karna Jaana kahin ho chaahe Har baar hi guzarna teri taraf se Ye koshishein toh hongi kam nahin Ye koshishein toh hongi kam nahin Na chahiye kuch tum se zyada tum se kam nahin Jo tum na ho... rahenge hum nahin Jo tum na ho... toh hum bhi hum nahin Na chahiye kuch tum se zyada tum se kam nahin Jo tum na ho... Jo tum na ho... Jo tum na ho...