What is SEO in 2021? - On Page SEO and how to write an article like a Pro

What is SEO in 2021? - On Page SEO and how to write an article like a Pro Aaj hum jis topic ke bare me baat karne jaa rahe hai wo hai SEO. Inka full form hai Search Engine Optimization. SEO ke through aap aapne blog par bohot saare traffic la sakte hai. Kya aap jante hai ki ek Website kaise Google me rank karte hai? Ye kuch factors ke upar depend karte hai, jaise: • Aapke fresh Contents • Backlinks • Site Secure • Aur User Experience SEO do types ke hote hai jaise: • ON page SEO • OFF page SEO Ek content me, Keywords ek aur important factor hai jo ek WEB PAGE ki content ko describe karte hai. Ye Keywords ke wajah se aapke content rank karte hai. Iske madad se aapke contents Search results ke list me aate hai aur massive traffic site me laate hai. Ek SEO based contents likhne ke pahele kuch important points yaad rakhe: • Aap jis topic ke upar likhne jaa rahe hai uske upar achche se research kariye • Keyword research tools ke achche se use kare • Long-tail keywords...