Posts

Showing posts with the label Neuroscience

528 Hz frequency audio

Image
  528 Hz frequency audio Kaise hai aap log ? Hope you all are doing very very well. Chaliye suru karte hai aaj ka humara topic. Toh Aaj humara topic hai ki 528 Hz Frequency kya hai? Toh der na karke chaliye direct topic me chalte hai.   Pura electromagnetic spectrum k proper centre ka value hai 528 Hz. Pura numeric system me ye baas ek number hai, jaha pe ye electromagnetic colour spectrum sound system ki tarha hai. 528 Hz creative frequency k core hai. Hz matlab cycles per second. Ek advut chaabi se ek aisa darwaza khula ja sakte hai, jo koi aadmi bandh nehi kar sakta. Unhi chaabi se aisa Darwaja bandh kar sakte hai jo koi aadmi khol nahi sakta. Ye 528 Hz aapke zindagi ko bahut beneficial way me change kar sakte hai. Aab humare pas authentic evidence hai. Aur ye massive evidence 528 Hz k upar hai. Humare Earth me kya hota hai ki hum kuch dusre frequency se jure hai. Hum jaab asli musical scale ko discover kiya toh hum ko ye mila ki pure universe me sirf 6 nehi tota...

Neuroscience shares how to really hack your brain

Image
  Neuroscience shares how to really hack your brain Kaise hai aap log ? Hope you all are doing very very well. Chaliye suru karte hai aaj ka humara topic. Toh Aaj humara topic hai ki aise kaunsi tarika hai jisse aap aapni brain ko hack kar sakte hai? Ji haa dosto aapne thik hii dekha. HACK. Aur wo bhi neuroscientists dwara recommend kiya gaya hai. Toh der na karke chaliye direct topic me chalte hai. Aapne kabhi binaural beats ke bare me suni hai? Aap abhi ye soch rahe honge ki ye koi young generation ki koi fantasy hogi. Actually, binaural beats 1800’s me discover hui thi. Uske baad ye music ki tarha pure world me fahel gayi. Aur hazar hazar saalo se inka popularity barti hi jaa rahi hai. Sirf yehi nahi binaural beats scientific researches ke liye bhi use hote hai. Jaab ye beats aapke kano ke aandar prawesh karte hai tab aapke brain me aisa kuch produce karte hai Jinko hum “Brainwave Entertainment” kahete hai. Binaural beats do alag frequencies humare kano me vejte hai. Au...

This is like rebooting your brain just try it

Image
    This is Like Rebooting Your Brain!!! Just Try It! Kaise hai aap log ? Hope you all are doing very very well. Chaliye suru karte hai aaj ka humara topic. Toh Aaj humara topic hai ki aise kaunsi tarika hai jisse aap aapni brain ko reboot kar sakte hai? Ji haa dosto aapne thik hii dekha. HACK. Aur wo bhi neuroscientists dwara recommend kiya gaya hai. Toh der na karke chaliye direct topic me chalte hai.   Kabhi kabhi hum logoko bohot exhausted feel hote hai aur energy vi down hote hai. Kabhi kabhi toh subha me uthne ke baad vi aisa lagti hai. Humare brain theek se kaam nahi kar pate aur hum clearly kuch soch vi nahi sakte. Kuch handle karna humare bas ki nehi hote hai. Humko lagte hai hum aapne aap me nahi hai. Aap in topic me jo technique janne jaa rahe hai wo aapke aandar ke balance ko recover karne me madat karegi. Ye ek aisa tarika hai jo aapko aandar se bohot relax and relief feel karwaenge. Aapko aur clarity aur comfortable feel hogi.   12 pres...