528 Hz frequency audio


 


528 Hz frequency audio


Kaise hai aap log? Hope you all are doing very very well. Chaliye suru karte hai aaj ka humara topic. Toh Aaj humara topic hai ki 528 Hz Frequency kya hai? Toh der na karke chaliye direct topic me chalte hai.

 

Pura electromagnetic spectrum k proper centre ka value hai 528 Hz. Pura numeric system me ye baas ek number hai, jaha pe ye electromagnetic colour spectrum sound system ki tarha hai. 528 Hz creative frequency k core hai. Hz matlab cycles per second. Ek advut chaabi se ek aisa darwaza khula ja sakte hai, jo koi aadmi bandh nehi kar sakta. Unhi chaabi se aisa Darwaja bandh kar sakte hai jo koi aadmi khol nahi sakta. Ye 528 Hz aapke zindagi ko bahut beneficial way me change kar sakte hai. Aab humare pas authentic evidence hai. Aur ye massive evidence 528 Hz k upar hai. Humare Earth me kya hota hai ki hum kuch dusre frequency se jure hai. Hum jaab asli musical scale ko discover kiya toh hum ko ye mila ki pure universe me sirf 6 nehi total 9 core creative frequencies hai. Ye universe me jo kuch vi hai woh total 9 notes se bane hue hai. Sirf 9!  Unme se Pahela 6 notes ko kahete hai solfeggio. Aur ye 6 solfeggio aur baki 3 additional notes milke ek sound ka perfect circle form karte hai. Aur wo perfect circle kuch istarhasa dikhta hai. Agar aap isko graph k form me laye toh uska first six notes hai 306,417,528,639,741,852. Aur ye original solfeggio scale hai. 528 jo mere left me green colour me hai, usko “heart of the rainbow” kahete hai. Aur ye solfeggio scale ka ek miracle note hai. Aur ek dusra note 741, jo ek nature ka part hai. Isko musicology me “The Devil’s Interval” kahelate hai. Jaab aap 741 ko 528 ke saath play karenge toh ye ek annoying energy create karenge jo humko stressful kar sakte hai. Aagar aap inhi sound ko continuously sunoge toh aap mar vi ja sakte hai. Aur isliye ye concept bahut interesting hai. Aaj humare pure world me aise bahut log hai jo virtually sab kuch control karte hai. Usne ek secret knowledge pakar ke rakhe hai, aur wo hai Ancient music. Jiske help se Maths based Pyramids bane hai. Pure universe inhi 9 Notes se bane hai. Aur ye baat unko pata hai. In fact, unhone ye baat jari kiya hai. 1993 me ROCKEFELLER FOUNDATION world’s standard tune ke bare me jari kiya hai. Western World A440 Hz frequency me tune kiya hai. Toh jaab aap un frequency me aapk instrument ko tune karenge, aapka F-sharp note 741 ayenge. Aab ye A440 ek standard tuning hai. Aagar aap A439 k pas aye toh aap ek creators tone k close hai. Aagar aap A441 k pas hai toh aap creator’s original tones k close hai. Ye inhitarha preciously manipulate karte hai. Toh kya karna hai?? Humare brain ke 95% bandh kar de. Particularly right brain, jo humare heart aur mind ko control karti hai. Toh yaha ek metaphor hai, jo aapko samajhne me help kare ki hum kis topic me baat kar rahe hai. Jaab aap apne car se drive karke kahi pe jate ho, aur aapka channel kisi station me tune hai. Aur aap un music ko set karte ho, Aur woh music aapko bahut pasand hai. Aur jaab aap un broadcasting tower se bahut dur jayenge toh wo music motionless ho jayegi Aur clear channel broadcast se signal loose hota rahega. Aur aisa jaab continuously hote rahenge aapko ye bahut disgusting lagegi. Magar aapko ye music bahut pasand hai. Aap u n music ko 10-15 miles sunenge. Aur achanak aapko ye music bahut disgusting lagega. Aur aap music bandh kar denge. Agar aap firvi sunna continue karenge toh aap bimar ho jayenge. Inke bare me hi hum baat karna cha rahe the. Aapko ye vi nehi pata hoga ki wo motionless music whole life sunne par kya ho sakti hai. Aapko true resonant frequency ke bare me vi nahi pata hoga.  So, the master composer, dusri vasha me universal orchestra ke master conductor 528 me love songs gaate hai. Aur sabkuch simultaneously develop karte hai. Hum hi ek species hai jo clear channel k liye static tune ka concept accept karte hai. Ek bar Dr. Masaru Emoto stage par gaya aur unke paas ek musical triangle tha. Aur usne wo hit karne laga. Aur bar bar hit karne laga. Aur unke 30 ft dur unka interpreter khara tha aur unke pas vi ek same triangle tha. Exact a replica of that. Aur wo bhi same frequency me tune hua. Aur unhone aapne interpreter ko unke pas ek microphone rakhne ko. Aur suddenly ye resonate karna start kar diya. Unhone apna triangle bar bar hit karne laga. Aur wo vi resonate karna start kar diya. Aapke body me kitna pani hai? 75% pani hai. Humare body me DNA ka 93% kam hai light aur sound k reception, transmission, Photon, photon reception, transmission, jo cell ke aandar ke communication aur upregulation karta hai. Ye Upregulation kya hota hai? Iska matlab hai precipitation in every millisecond. Instant second You’re remanifesting. Jaise abhi pani me ho raha hai. Pani bahut energy conductive hote hai, ye ek super conductor hai. Chaliye aapko iska fundamental batate hai. Sabse important number hai 3,6 and 9. Kisne kha? Tesla ne kaha. Tesla jo Tesla coil ka creator hai. Tesla coil energy amplifier hai. Humara DNA ek energy amplifier hai. Jo primarily 3,6 and 9 se operate hote hai. Jinko pata nahi ki hum kis bare me baat kar rahe hai, wo Engines or motors ko dekhiye. Magnets jo copper wires se wrap rahete hai, wo apna energy enhance karte hai. Yehi ghatna apke DNA per vi hote hai. Aapk body savi cells me energy capability hai. Inke pas divine intelligence hai. Inka matlab kya hai? Inka matlab hai ki jo existence apne aap me rahena chahiye ki apneko develop, maintain aur recover kijiye. Aapke sarir me jitne cell hai unka unique genetic intelligence hote hai. So, yehi wo structure hai jism universe operate hote hai. Jo fabulous hote hai. Aur inhi information k understanding ke through ek faithful life jine ke liye allow karte hai. Humare zindagi ko ek law k anusar ya ek matrix ke anusar analyse karna chahiye. Aapne suna hoga “What goes around, comes around”. Aapne ye vi suna hoga “As you sow, so shall you reap”. Chaliye ye explain karte hai. Maan lete hai aap yaha hai. Aur aap apna negative thoughts, negative actions, negative behaviours ko baahar nikal rahe hai. Aur ye sab energy hai. Apke brain k neurology bahut powerful hai. 80% God Water hai. Agar ye bar bar goes up, goes out kare toh inko “The Event Horizon” kahete hai. Ultimately ye fir wapas aate hai. Bringing to you Karma. Bringing to you Divine Judgement. Ye sab kuch mathematical matrix ke according ho raha hai. Ye particular hai. Ye kabhi jhut nahi ho sakti. Ye always consistent hai. Unme se kuch vi missing ya broken nahi hai.

 

Aagar ye topic apko pasand aye toh ye topic aap jin logo ka vala chahte ho unke sath zaroor share kijiye aur aap chahe toh isko ko like v kar sakte hai. Aur aage neuroscience aur brain related bohot si jankari paane k liye bejijag humare blog ko follow kar sakte hai.  Aur aisi hi recommendation related kaunsa knowledge aap janna chahte ho aur hamara is topic se kuch vi help hua toh uske bare me niche comment box pe bata sakte hai.

 

1 comment:

Got Anything to tell us mate?

Powered by Blogger.