Posts

Showing posts from August, 2021

Social media marketing for your business|brainlife22

Image
Hum humare Social medias pe zyada samay bitate hai. Social media ek aisa option hai jahame aap aapne blog ke liye zyada audience paa sakte hai. Ye part internet se bhi zyada fast hai. Humko Social Media Marketing ke kyu zaroorat hai? Chaliye jaan lete hai: • Aapne key audience ke beech ek communication build kar sakte hai.  • Dusro ko aapna content share karne ke liye allow kar sakte hai. • Website traffic increase kare Social media har koi use karte hai. Aur din me ek bar nahi multiple times use karte hai. Magar sabse pahele aapna business goal ko set kare. Fir baki kam. Content ko aisa engaging banana hai ki log dekhte hi share kare, aur aapne dosto ko recommend kare. Social media marketing main cheez hai “Sharing”.  Toh aap kis kis platforms me share kar sakte hai? Niche kuch recommendation diye hai: • YouTube • WhatsApp • Facebook • Instagram • LinkedIn • Snapchat • Pinterest • Twitter Social media Marketing me kuch tools use karna zaroori hai, uske b...

Content Marketing tips that will make you king| brainlife22!

Image
  Kya aap bhi Content Marketing sikhna chahte hai? Toh humare iss content ke saath aant tak jure rahiye. Content Marketing traditional marketing form se thora alag hai. Toh ayie jaante hai Content Marketing kya hai? Content marketing ka matlab hai Content plus Distribution. Dono me equally effect dene hai. Ultimately aapko profitable customers ko drive karne hai.  “Content is king” - ye baat toh aapne suna hi hoga. Ye slogan pure internet me spread hai. Sabse important hai aapne content ke through Trust gain karna.  Content kitne types ke hote hai? • News • Case studies • Stories • Infographics • Interviews • Humour • Reviews • Video • Podcast • Book • And many more… Content Marketing ke aur ek important cheez hai Planning. Koi kam karne se pahele Planning karna bohot zaroori hai.  • Ek clear goal set kare • Aapne audience ko samjhe  • Ek Editorial calendar banaye • Aapne competitors kya kar rahe hai, wo dekhiye • Trends ke hisab ...

Blogging- Part II tips that will blow your mind!

Image
Blogging start karne se pahele kuch points yaad rakhna bohot zaroorat hai.  • Title, jo sabse important hai • Aapne content clear aur specific hona bohot zaroorat hai • Readers ko aapne content me zyada time tak engage rakhne ke liye interesting aur useful information provide kare  • Logo ke attention draw karna zaroori hai • Content related attractive images attach karna zaroori hai • Text format ki upar detail research kijiye • Content fresh hona zaroori hai, matlab dusre ki contents copy maat kariye. Ye bohot hi essential hai • Jis topics ke bare me likhne jaa rahe hai uske upar achchi tarha se research kariye • Long tail keywords par focus kare.  • Blog themes blogging me bohot important factor hai • Ek list banaye jiske upar aap content likh saakte hai • Ek blog topic generator tool use kare. HubSpot ek achcha blog topic generator tool offer kiye jo bohot hii beneficial hai. Isse aapko bohot idea milegi.  • Aapne headline ko simple aur ...

Blogging- Part I tips that will blow your mind

Image
BLOGGING:  Aaj humara topic hai Blogging. “Blog” word do words se aye hai. Ek hai “Web” aur dusra “log”. Jiski matlab ek communication medium ko indicate karte hai. Basically, Blog ek online diary hai. Hum Blog ko isitarah se use karte hai jaha hum koi topic ke bare me thoughts share karte hai aur us topic related photo aur video add karte hai taaki wo blog kisi bhi ki attention catch karte hai. Internet ke user day by day increase ho rahe hai aur blogs ke bhi popularity increase ho rahe hai.  Kya Blog ek Business aur Enterprises se related hai? Toh iska answer hai of course kyuki Blog ek aisa communication medium hai jaha pe aap target group ko attract karke aapni business products ko sell kar sakte hai. Ek accha blog ek company ki image, professionalism, iski expertise aur aapne sector me inke leading position ko reflect karte hai. Hum ek unique article istarha se likhte hai jaha pe hum ek subject ke upar aana deep knowledge share karte hai. Humare article ko rank karane ke ...