Posts

How to set up your WordPress Blog

Image
 Set up your WordPress Blog Kya aapne WordPress Blog ka naam suna hai? Kya aap khud ke blog set up karna chahte hai? Aagar nahi suna hai toh ayie jaan lete hai. Aise toh bohot sare options hai ek blog start karne ke liye, jaise BlogSpot, Tumblr, WordPress etc. Toh fir hum WordPress ko hii kyu prefer karte hai? Iska hi jawab humare paas hai. WordPress ek Open-Source Software hai. Ye beginners ke liye bohot flexible aur easy hai. Aap kaise aapna WordPress Blog professional tarike se set up kar sakte hai? Aap humare ye course ke madad se bohot hii jaldi koi reference ke bina hii ek Professional blog banana sikh jaoge. Aapko ye zaroor laag rahe honge ki mai WordPress hii kyu use karu? Iska bhi jawab bohot aasan hai. • Ye koi bhi use kar sakte hai. Iske liye koi professional developer ki zaroorat nehi hai • Iske Setup aur maintenance cost bohot kam hai • Aap aapne blog ke liye bohot sare free aur paid themes ke options payenge • Duniya ke sabse popular Content Management system...

Google AdWords

Image
  Google Adwords Hello dosto. Aapne Google AdWords ke bare me to suna hi hoga. Nahi? Toh fir ye content ko dhyaan se pariye. Google AdWords, Google ki ad process hai, jisme advertisers Google ke search results me aapne clickable ads ke liye kuch keywords par bid lagate hai. Advertisers ko in clicks ke liye kuch pay karna parta hai, iss tarha se Google Search se paisa banti hai. Ye infographic aapko ye samajhne me madad karegi ki Google Ads kaise kam karte hai, Google Ads auction, bidding process, Quality Score, Cost-per-click. Google 2000 me AdWords launch kiye the. Google 2005 me AdWords self-service portal introduce kiye the. 2008 me Google Online Marketing challenge launch kiye the. 47 countries 2008 me iss challenge me participate kiye the. 58 countries 2009 me participate kiye the.  Google AdWords ke bare me janne ke time kuch words dekhne ko milte hai • Clicks • CPC • Max CPC • CPM • CPV • CPA • GDN • ECPC • Impression • SERP • TPLA • ROAS • Qua...

Facebook ads to grow your businesses

Image
  Facebook ADS Guys aaj hum jis topic ke bare me baat karne jaa rahe hai wo hai Facebook Ads. Personally, mujhe Facebook Ads bohot pasand hai. Ye zyada logo tak pohochne me bohot hi zyada madad karte hai. Zyada tak marketers Facebook Ads pasand karte hai.  Aap kyu Facebook Ads consider kare? • Log max time Facebook pe spend karte hai. • Ye ek bohot bara network hai, jaha pe bohot sare log jure huye hai.  • Ye ek cost-effective advertising platform hai.  • Facebook advertising fast hai • Brand awareness increase karte hai • Website traffic increase karte hai • Ye aapke offline sales ko bhi drive karte hai • Facebook aapke target audience ke bare me jante hai • Repeat business ko drive karte hai • Facebook advertising engagement build karte hai • Aapke email list build karne me help karte hai • Ads managing tools awesome hai • Blog traffic, SEO rankings increase kare • Aapke competitors bhi Facebook advertising use karte hai • Ye easily mo...

YouTube marketing to grow your business!

Image
  YouTube Marketing Kya aap bhi YouTube Marketing sikhna chahte hai? Toh ye content aapke liye hai. YouTube Marketing kya hai? YouTube Marketing ek aise essential strategy hai jo video ke through promote hote hai. 1500,000,000 se jyaada log YouTube use karte hai. Humare India ke 5 most popular YouTubers hai: • Carry Minati (21.3 million+ subscribers) • Amit Bhadana (20.5 million+ subscribers) • Ashish Chanchlani (18.6 million+ subscribers) • BB ki Vines (18 million+ subscribers) • Technical Guruji (17.1 million+ subscribers)  Aap 5 tarike se YouTube ke through earn kar sakte hai.  • AdSense • Affiliate Marketing • Generating leads • Sponsored videos • Crowdsourcing YouTube SEO kaise kam karte hai: • Video keywords search kare • Ek awesome video banaye • Aapne video ko YouTube SEO ke saath upload kare • Video views gain kare Aapne pahele 1000 subscribers ke liye important tips: • Useful content post kare • Aapne videos ke ek achche naam de •...

Email Marketing - the future of successful business

Image
Email Marketing! Email Marketing! Email Marketing!  Email Marketing ke bare me aap toh suna hi hoga. Nahi? Toh humare iss content ke saath aant tak juri rahiye.  Email marketing ek aisa marketing strategy hai jahame aap customers aur clients ke sath email ke through ek accha relation build kar sake.  Basically, email hum sabhi students or job or business karne wale log har subha dekhte hai. Ye humare regular activity hai. Email Marketing ek growing marketing strategy hai. Magar ek email database kharid ke unke baad 500 logo ko email vejna Email Marketing nahi hai. Isko Spamming kahete hai.  Email marketing karne ke kya benefits hai? • Email marketing me $1 invest karne me $40 dollars return me aate hai. Ye ek profitable channel hai. • Ye marketing strangers ko friendly banate hai • Ye marketing affordable hai • Brand awareness increase hote hai • Global audience tak reach kare • Sales improve aur increase hote hai • Sahi time pe sahi log tak pohoch sakt...

Affiliate marketing for your business|brainlife22

Image
 Affiliate Marketing Kya aapne Affiliate marketing karne ke bare me soche hai. Zaroor socha hoga magar kaise ye pata nahi. Toh ye content ko aant tak dekhiye. Jo jo log just aapna blog start kiye hai, Affiliate Marketing unke liye best option hai.  Aab ye Affiliate Marketing kya hai? Ye ek aisa marketing model hai jaha aap ek company ke kuch products ko generate karne me madad karenge aur company aapko kuch commission denge. Aasan bhasa me, aap logo ko koi products ek special link ke dwara refer kar rahe ho aur uske badle me company aapko kuch commission de rahe hai. Amazon Associates, Flipkart Affiliate Program, Click bank etc kuch achche Affiliate Networks ke example hai.  Kaise aap per month 5-8k dollars earn kar sakte hai, ye hum aapko humare course me detail me samjha denge. Waise Affiliate Marketing start karne se pahele kuch tips yaad rakhna bohot zaroori hai. Jaise: • 30% effort aapne content banane me lagaye. Yaad rahe content fresh aur epic hona bohot zaroori ...

Instagram marketing tips that will give you a brief idea

Image
  Instagram Marketing Iss course me Instagram Marketing ke bare me jo kuch bhi sikhenge wo sabhi personal life me implement kare. Basically, Instagram kya hai? Instagram ek photo-sharing mobile app hai. Prattek mahine me Instagram me 800 million+ accounts active hote hai. Prattek din 500 million+ accounts active rahte hai. Per day 40 billion photos share hote hai. 80% accounts Instagram me business ko follow karte hai.  Instagram Marketing kyu?  • Sponsorship ke through money earn hote hai • Instagram me engagement Facebook se 10 guna, Twitter se 84 guna aur Pinterest se 54 guna hote hai • Ye marketer friendly hote hai • Aapne branding enhance hote hai • Traffic drive hote hai aur business grow hote hai Instagram Profile kaise set up kare ye hum course me sikhenge. Sahi Content strategy ke bina Instagram Marketing fail hote hai. Sahi apps use karke high quality image create karne hai. Aapne images ko right time aur automation me schedule kariye.  Hashtags b...