How to set up your WordPress Blog

 Set up your WordPress Blog




Kya aapne WordPress Blog ka naam suna hai? Kya aap khud ke blog set up karna chahte hai? Aagar nahi suna hai toh ayie jaan lete hai. Aise toh bohot sare options hai ek blog start karne ke liye, jaise BlogSpot, Tumblr, WordPress etc. Toh fir hum WordPress ko hii kyu prefer karte hai? Iska hi jawab humare paas hai. WordPress ek Open-Source Software hai. Ye beginners ke liye bohot flexible aur easy hai. Aap kaise aapna WordPress Blog professional tarike se set up kar sakte hai? Aap humare ye course ke madad se bohot hii jaldi koi reference ke bina hii ek Professional blog banana sikh jaoge. Aapko ye zaroor laag rahe honge ki mai WordPress hii kyu use karu? Iska bhi jawab bohot aasan hai.

Ye koi bhi use kar sakte hai. Iske liye koi professional developer ki zaroorat nehi hai

Iske Setup aur maintenance cost bohot kam hai

Aap aapne blog ke liye bohot sare free aur paid themes ke options payenge

Duniya ke sabse popular Content Management system hai

Themes aur plugins ke zariye aap aapne website ko expand kar sakte hai

Aap aapne website ko full control kar sakte hai

Koi code ki zaroorat nahi parti

WordPress Multilingual hai

WordPress ke saath aap Email marketing Service, Payment gateways aur bhi bohot Third party tools ke saath connect ho sakte hai. 

WordPress ke saath familiar hone ke liye Har saal WordPress offline events host karte hai. Ye hum sabke liye bohot beneficial hote hai

WordPress SEO friendly hai

23% Top 10K sites WordPress use karte hai

Aap jaab sign up karenge taab ek free domain payenge

Aur ye install karna bohot hii easy hai

WordPress Multiple users allow karte hai


Aagar ye content apko pasand aye toh ye content aap jin logo ka vala chahte ho unke sath zaroor share kijiye aur aap chahe toh content ko like v kar sakte hai. Aur aage v business related bohot si jankari paane ke liye humare blog ko bejijag follow kar sakte hai.  Aur aisi hi business related kaunsa knowledge aap janna chahte ho aur hamare is content se kuch vi help hua toh uske bare me niche comment box pe bata sakte hai.


No comments

Got Anything to tell us mate?

Powered by Blogger.