Shayari collection 22

Shayari message 1 

Apne dushman ko nahi samjate hai kam  
Nahi manaate jindgi me kabhi gum  
Chahe ho jaye jindgi khatam  
Isi liye msgon k baadshah hai hum 



Shayari message 2 

Dil mein umeedo ki shamma jala rakhi hai,  
Humne apni alag duniya basa rakhi hai,  
Is umeed ke saath ki ayega sms aapka,  
Humne mobile par nazrein jama rakhi hein. 



Shayari message 3

Usne mehndi laga rakhi thi  
Humne uski doli utha rakhi thi  
Hum ko maloom tha ke woh bewafa niklegi  
Issi liye humne uski behan pata rakhi thi 



Shayari message 4

Ae khuda tu ishq na karna  
Varna tu pachtayega.  
Hum to mar ke tere paas aate he  
Lakin tu kaha jayega 



Shayari message 5 

A student-asman me kali ghata chayi he, 
aj fir principal se mar khai hai, 
sb kehte he sudhar ja,pr meri galti nhi, 
madam aj fir rakhi sawant bankar aai hai. 



Shayari message 6

Mat kar dost apni girl friend se itni mohabbat,  
Woh aankhon se war karti hai,  
Maine dekha hai uski aankhon me,  
Woh mujhse bhi pyar karti hai 



Shayari message 7

Kanjoos ki zindagi kya jeena,  
Kabhi humari tarah bhi jiya karo,  
Roz mere sms padh kar sharam nahi aati,  
Kabhi khud bhi sms kiya karo 



Shayari message 8

Kitne jaldi yeh mulakat guzar jati hai,  
Pyaas bujhti nahin ki barsaat guzar jati hai.  
Apni yadon se keho ki yun na sataya kare,  
Neend aati nahin aur raat guzar jati hai. 



Shayari message 9

Khush ho tum tu khushi meri ho  
Ro tum tu ankhen num meri hon  
Ae dost hamari dosti itni gehri ho k  
Sarak k us paar tum pito aur ghalti meri ho 



Shayari message 10

Pyar kabhi na karna pardesi se  
Rote rote naina thak jayenge  
Pyar krna hamsha pdosi se  
Roz khidaki se to darshan ho jagen 

No comments

Got Anything to tell us mate?

Powered by Blogger.